The Pain of India’s Farmers
India ke farmers din-raat mehnat karke sabke liye anaaj ugate hain, lekin fir bhi unki life bahut difficult hoti ja rahi hai. Kabhi baarish zyada ho jati hai, kabhi bilkul nahi hoti, jis wajah se crops kharab ho jati hain. Upar se diesel, fertilizers aur seeds ke prices bhi bahut badh gaye hain. Farmers ko apni mehnat ka sahi price nahi mil pata aur kai baar unhe karz lena padta hai.\nHum sab farmers par depend karte hain, isliye unki problems ko ignore nahi karna chahiye. Government aur society dono ko milkar unki help karni chahiye taki farmers bhi ek better aur tension-free life jee saken.
14
Kartik chaudhary
Cockroach Warrior · 325 pts
Related Issues
Hawue 2 views शेतकरी भाववाढ 3 views शेतकरी 8 views सबसे पहले नेताओं की पेंशन बंद होनी चाहिए नंबर दो मोबाइल से वीडियो बनाने का अधिकार होना चाहिए 27 views