Website is Blocked but .....
Hello bhai koi meri baat sun rha hai to mujhe koi bata skta hai ki ye website kab wapis ayi because ye to block ho gyi thi officel website ka naam hai : cockroachjantaparty.org aur is website ke naam mein janta word mein a extra laga hai ! So kya ye officel website hai ? Abhijeet dipke ne bhi iska koi stamemt nhi diya ki unhone new website bana di hai aur insta bio mein bhi wo blocked website hai ! To fir ye ekdam se kaha se ayi ? Please someone reply me.
104
A10 Kumar
Baby Cockroach · 50 pts
Related Issues
Election Scam (SIR) 168 views सरकारी योजनाओं के फंड और विकास कार्यों में हेराफेरी 100 views सरकारी दफ्तरों में रिश्वतखोरी और लंबी कतारें 99 views Sir im 29 yr handicapped student from vijayawada. Requesting one mail to ministry of education from CJP mail address 132 views