Delivery company
Delivery boy hu 🚚
Din bhar dhoop me parcel deliver karta hu…
Ek parcel ke sirf ₹13 milte hai.
Same customer ka dusra parcel aaye to 70% rate kam,
teesra aaye to 50% aur kam 😔
Upar se TDS alag kaat lete hai.
Rate badhane ki baat karo to “company se nikal denge” bolte hai.
Manager respect nahi karte,
complain karo to koi reply nahi aata.
Hum bhi insaan hai…
sirf parcel machine nahi. 📦
Din bhar dhoop me parcel deliver karta hu…
Ek parcel ke sirf ₹13 milte hai.
Same customer ka dusra parcel aaye to 70% rate kam,
teesra aaye to 50% aur kam 😔
Upar se TDS alag kaat lete hai.
Rate badhane ki baat karo to “company se nikal denge” bolte hai.
Manager respect nahi karte,
complain karo to koi reply nahi aata.
Hum bhi insaan hai…
sirf parcel machine nahi. 📦
222
Shaikh gulammustufa mahammad hanif
Baby Cockroach · 55 pts
Related Issues
Election Scam (SIR) 166 views सरकारी योजनाओं के फंड और विकास कार्यों में हेराफेरी 96 views सरकारी दफ्तरों में रिश्वतखोरी और लंबी कतारें 98 views Sir im 29 yr handicapped student from vijayawada. Requesting one mail to ministry of education from CJP mail address 127 views