Panchayat me development ke naap par dhokha vikas karya 1% fund withdraw 100% .
Humare yaha esa hai jo bhi panchayat se jita hai abhi tak usne panchayat me koi bhi kaam thik se karwaya nahi, kagajo me bahut karya hote hai paise wahi mil bant kar kha jate hai . Me chahta hu ki humare ganw ka vikas ho roads acche ho , government school acchi ho , logo ki samasyaon ki sunwai thik se ho . Aaj Tak esa hua nahi hai ki koi bhi kaam aae aur puri imandaari se nirman ho uska . Beimani pure system me bhari hai . Me chahta hu system esa ho ki koi bhi corruption na kare unke andar darr hona chahiye ki iska kya anjaam hoga ..........
163
Tarun satpuda
Baby Cockroach · 50 pts
Related Issues
Election Scam (SIR) 166 views सरकारी योजनाओं के फंड और विकास कार्यों में हेराफेरी 100 views सरकारी दफ्तरों में रिश्वतखोरी और लंबी कतारें 98 views Sir im 29 yr handicapped student from vijayawada. Requesting one mail to ministry of education from CJP mail address 131 views