Kisan ka hak Milana
Hamare Desh ke kisanon ke liye Sarkar ko jyada Se jyada sochana chahie kyunki Kisan jab tak fasal ugaenge tabhi Tak deshbhar mein sabhi Ko pet bharane ke liye anaaj milega agar Kisan kheti karna chhod Den to Ham sab deshvasi Bina khae hi marenge Sarkar ko Kisan ki mangon ko dekhna chahie unki har chijon ko Puri karni chahie jakar Kisan ko kheti karne ki sahayata mile Kisan Ko Koi taklif Na honi chahie Kishan ki har EK mang ko Sarkar Ko Sunna chahie uski mang ko rakhna chahie
3
Hafijul Ali Ansari
Cockroach Warrior · 470 pts
Related Issues
Hawue 3 views शेतकरी भाववाढ 4 views शेतकरी 8 views सबसे पहले नेताओं की पेंशन बंद होनी चाहिए नंबर दो मोबाइल से वीडियो बनाने का अधिकार होना चाहिए 27 views